|
|||
Audio Audio Audio Audio Audio Audio Audio
|
Text: Text: Text Text
|
Bandow Charana Kamal Jai Raghunandan Jai Shree Ram Tera Ramji Karenge |
BANDOW
CHARANA HOME
Bandow charana kamal Ragunandana
Jina ki kripaa sakal sukha sampati
Paawana jana bhaktana ura chandana...
Awadha puri prabhu nitya biraajata
Janaka sutaa yuta dushta nikandana...
Teena taapa aru janama marana bhayo
Door karata chhina may jana ranjana...
Bhakta namata charan may Bhagavana
Kripaa kariya sevak bhaya bhanjana...
JAI RAGHUNANDAN HOME
Jai Raghunandan jai shree ram, Hay dukh banjan tumhay pranaan
Ghaat ghaat ko hay parmashwar prem tumhay dekh laatee
Nar naari kay prem kee jyoti jag may tumhee jalaatee
O naiya kay khay wan haaray japo mai tumhaaroo naam...
Tumko dyaa kay saagar prabhujee tum ko paalan haaray
Chaina tumhee kay paal hee daykhar manwa sanjh sakaaree
Jo bhi tumharay aas lagaayea banay usee kay kaam...
HOME
Tera Ramji karenge beda paar, Udaas man kaahe ko kare
Naiya teri Ram havaale, Leher leher Prabhu aap sambhaale
Hari aap hi utthahen mera bhaar, Udaas man...
Kaabu men majhadhaar usike, Haathon men patvaar usike
Teri haar bhi nahin hai teri haar, Udaas man...
Sahaj kinara mil jaayega, Param sahara mil jaayega
Dori saumple to dekh ek baar, Udaas man...
Tu nirdosh tujhe bhi kya dar hai, Pag pag par saathi Ishwar hai
Sachi bhaavana se karle pukhar, Udaas man...